रविवार, 30 अगस्त 2009
ram jane
ab jab mene likhne ka chalo ki to logo ne bdhiya sath diya.sab ki eak hi prtrikriya rhi.aapko bhut pahle hi chalo kar lena tha.madhu ko jay ho gane par likhkar diya to 15 august ke program gana hua .logo ne pasand kiya .kavita ko alka shreeke janamdin par chand si mahbuba ho par likhkar diya ,usne gaya sbhi ne pasand kiya aaj susheela ko uske bhai ke 60 ve janmdin par aur meena ko usake ma papa ki 50 vi anvarsaryka inviteshan card ka meter bna ke diya use bdhiya lga.to abhi tak to sab achcha hai aage ram jane.
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें