
Mast hai jameen ,
gagan hai magan ,
kshitj pe hoga unka milan .
Milan ki aas me ,
chalte jana hai ,
rukna nahi badhte jana hai .
Aaye jo rukavte ,
hsake unhe ,
paar karte jana hai .
Alag hai dishayein ,
alag alag raahein ,
ek hi manzil ,
par pohech jana hai .
Sach to yeh hai ,
haasil kuch nahi ,
sath ek-dusre ka nibhana hai .
Virodhi arthon ko
rakh kar hi ,
purak ek-duje ka
ban jana hai .
boht hi mast poem hai maate..keep writing..
जवाब देंहटाएंyeh hui na baat aai...!!!!...lage raho...
जवाब देंहटाएंJSK..... thats really a nice one.. keep more such things coming ....
जवाब देंहटाएंJSK.... aapki aur bhi kavitaye hongi... aap wo bhi daliye....
जवाब देंहटाएंAunty sari kavitaye daal dijiye... and thoda brkha ko bhi sikha dijiyega....
जवाब देंहटाएं